Sanam Aa Gaya Lyrics In Hindi: is latest Hindi song sung by Stebin Ben and Payal Dev featuring Rubina Dilaik & Abhinav Shukla with music is given by Aditya Dev while Sanam Aa Gaya song lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Sanam Aa Gaya Lyrics
Kya Kahe Hum Tumhe
Kitne Betaab Hai
Aa Rahe Aap Nazar
Aap Hi Aap Hai
Jin Nigahon Mein Kal
Neend Bhi Thi Nahi
Aaj Un Aankhon Mein
Khwab Hi Khwab Hai
Aake Tere Baahon Mein
Har Dard Muskura Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Darpe Jo Sanam Aa Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Darpe Jo Sanam Aa Gaya
Paas Aa Gaye Hai Tere
Door Na Raha Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Darpe Jo Sanam Aa Gaya
Isi Sham Ka Hamein
Kabse Inetzar Tha
Faslon Mein Kam Nahi
Hua Mera Pyaar Tha
Dil Se Chahe Pooch Ke
Dekh Lena Baat Ye
Hamein Malum Tha
Hamein Aitbaar Tha
Ho Paas Aa Gaye Hai Dono
Door Na Raha Gaya
Chahat Ka Mausam Aa Gaya
Tu Darpe Jo Sanam Aa Gaya