Yeh Nazar Song Lyrics (I Love You) – Adnan Sami

Yeh Nazar Lyrics from I Love You: is latest Hindi song sung by Adnan Sami with music is given by Clinton Cerejo & Bianca Gomes while Yeh Nazar song lyrics are written by Hussain Haidry. The music video starring by Rakul Preet Singh and Pavail Gulati.

Yeh Nazar Lyrics

Nadan Hai Ye Nazar
Duniya Se Bekhabar
Karti Hai Ye Safar
Le Asar
Halki Halki Bekhudi Ka

Nadan Hai Ye Nazar
Lahron Si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar
Le Asar, Khumar Ka

Yun Hi Jo Talab Hai
Haaye Kya Ghazab Hai
Ye Mitane Se Mite Na

Baazi Jo Lagaun
Khud Hi Haar Jaun
Tujhse Jeetu Kya
Mere Hi Bas Mein Na
Ye Silsila Haan

Nadan Hai Ye Nazar
Lahron Si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar
Le Asar, Khumar Ka

Aati Hai Tere Dar
Le Asar, Khumar Ka

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *