Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Lyrics – Arijit Singh

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics from Tu Jhoothi Main Makkaar (Movie): is latest Hindi song sung by Arijit Singh featuring Ranbir Kapoor & Shraddha Kapoor with music is given by Pritam while Pyaar Hota Kayi Baar Hai song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya while music video also released by T-Series.

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

Ishaq Mere Yaara
Oh Mere Yaara
Tu Karle Dobara
Kar Le Dobara

Bas Ik Bar Mein Hi
Ik Bar Mein Hi
Bhare Na Dil Bechara
Bhare Na Dil Bechara

Sang Rehne Ke Sham Sawere
Kya Karne Hain Waade Bathere

Hai Zindagani Agar Char Din Ki
To Lene Hi Kyun Saat Fere
Tune Jawani Mein Seekha
Na Jane Kahan Ka Saleeka

Jo Pehle Hi Break Up Mein
Dil Ne Tere Give Up Kar Diya

Ek Baar Hi Kiya To Yaaron
Pyaar Kya Kiya
Ek Baar Hi Kiya To Yaaron
Pyaar Kya Kiya

Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Sirf Ek Pe Kiya To Dil Nisaar Kya Kiya
Sirf Ek Pe Kiya To Dil Nisaar Kya Kiya
Pyar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai

Pehli Mohabbat Mein To
Lagta Yahi Hai Darling
Mar Jaunga Jo Mujhko Ye Na Mili
Agli Dafa Mohabbat Hoti Hai To Lagta Hai
Ye Wali Mujhko Pehle Kyun Na Mili

Wo Dil Kya Bhala
Jo Toota Na Kabhi
Pehli Dafa Chot Kha Ke
Kyun Dil Ko Lagana Hi Chodein
Sab Kuch Mohabbat Mein Chalta Hai To
Kyun Na Do Char Dil Hum Bhi Todein

Tune Jawani Mein Seekha
Na Jane Kahan Ka Saleeka
Jo Pehle Hi Break Up Mein
Dil Ne Tere Give Up Kar Diya

Ek Baar Hi Kiya To Yaaron
Pyaar Kya Kiya
Ek Baar Hi Kiya To Yaaron
Pyaar Kya Kiya

Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Sirf Ek Pe Kiya To Dil Nisaar Kya Kiya
Sirf Ek Pe Kiya To Dil Nissar Kya Kiya
Pyar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai

Lets Go Lets Go
Tainu Pyaar Di Lorh Ae
Chahida Kinna Ve
Bolo Bolo

Kadi Dass De Yaar Nu
Inna Inna Ve
Say No Say No

Tainu Pyaar Di Lorh Ae
Chahida Kinna Ve
Bolo Bolo

Twaddi Khidmat Wich Haazir
Ae Lo Ae Lo
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *