Zariya Tu Song Lyrics – Romy | Shreya Kalra

Zariya Tu Lyrics by Romy is latest Punjabi song with music given by Romy while Zariya Tu song Lyrics are written by Sufi Khan. The music video featuring by Paras Kalnawat & Shreya Kalra.

Zariya Tu Lyrics

Yaar Tu
Kyun Ishq Mein Bezaar Tu
Hai Mera Intezar Tu
Hai Darmiyan Deewar Kyun

Yaar Tu
Kyun Ishq Mein Bezaar Tu
Hai Mera Intezar Tu
Hai Darmiyan Deewar Kyun

Karun Tujhse Main Ye Kaise Gila
Ishq Mein Main Kaise Jala
Tu Yaar Mujhme Aise Mila
Jaise Sagar Mein Dariya

Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu
Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Dekhein Khwabon Ka Jagi Raton Ka
Kyun Hai Bhool Baitha Re Hisab Tu
Zariya Tu Hai Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Meharma Tu Hai Sukoon Hai Junoon
Dekhun Main Jidhar Tu Hi Tu Tu Hi Tu
Meharma Tu Hai Sukoon Hai Junoon
Dekhun Main Jidhar Tu Hi Tu Tu Hi Tu

De Gaya Mujhe Kaisa Ye Rog Tu
Aa Doori Mita
Teri Raza Kya Hai Bata
Dil Na Jala Yara

Karun Tujhse Main Ye Kaise Gila
Ishq Mein Main Kaise Jala
Tu Yaar Mujhme Aise Mila
Jaise Sagar Mein Dariya

Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu
Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Dekhein Khwabon Ka Jagi Raton Ka
Kyun Hai Bhool Baitha Re Hisab Tu
Zariya Tu Hai Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *